Reliance Jio Sim 3G Phone Me Kaise Use Kare Full Guide in Hindi
Hi Guruji solid tech in Hindi Android Tips and Trick me Aapka Swagath hai ! to Dosto Me Aaj Aapka Bataunga ki 3g Android Mobile 4g Sim Kaise Kam Karta hai ? Aur Uske Advantages & Disadvantages ! Aagar Aap bhi Aapne 3g Mobile Me 4g Sim Use Karna Chahate ho to Humare Ess Post Ko Jaroor Padho Aur Aapne Dosto ko Bhi Share karo _to Chalo Jante hai 3g Android Me 4g Sim Use ki Jankari Hindi me
Reliance Jio Sim 3G Phone Me Kaise Use Kare janiye Full Guide Hindi Me, jio 4G phone ko 3g phone me kaise chalye trick
Reliance Jio 4G Sim Ko 3G Phone Me Kaise Chalaye Use Kare Ye Sawaal Mujhe Tab Aaya Jab Isse Maine Mere Apne Mobile Me Try Kiya . But Maine Ab Ek Esi Guide Pata Ki Hai Jisse Aap Reliance Jio Sim Ko 3G Smartphone Me Use Kar Sakte Ho Aor Chala Sakte Ho .
Reliance Jio Ko 3g Phone Me Chalane Ka Tarika Thora Risky Hoga Lekin Aap Isse Use Kar Sakte Ho . Kyu Ki Ye Ek Safety Method Hoga .
Jio Ko 3G Mobile Me Chalane Ke Liye Aapke Aor Bhi Bhut Saare Sawaal Honge Jiska Jabab Aap Pana Chahte Hai .
Example ke Liye –
* How To Use Reliance Jio Sim In 3G Android Phone
* 3g Mobile Me Reliance Jio 4g Sim Kaise Chalate Hai
* Kya – Kya chahiye – Kis Chiz Ki Jarurat Hoti Hain .
* Konsa Version Hona Chahiye – Konse Company Ka Hona Chahiye .
* Aor Bhi Bhut Kuch
Lekin Sabhi Sawaalo Ke Jabab Aapko Yaha Mil Jayge Mai Uska Pura Tarika Aapko Bataunga .
Lekin Sabhi Sawaalo Ke Jabab Aapko Yaha Mil Jayge Mai Uska Pura Tarika Aapko Bataunga .
3G Mobile Me Reliance Jio 4G Sim Kaise Chalate Hai Uska 1st Tarika
1. sabse Phele Apne SmartPhone Me MTK Engineering Mode Download Kare .
2. Phir Ise Open Kare Aor Setting Me Jayiye .
3. Ab Network Me ” Wcdma GSM ” select Karde.
4. nOw Ek Baar Mobile Switch Off Karen.
5. ab Phele Wale Slot Me Active Jio Sim Lagaiye Dusra Slot Khali Rakhiye.
6. Ab Phone Ko On Kariye .
7. Ye Ho Gaya Aapka Pura Kaam Ab Aap Dekh Sakte Hain Ki Aapko 4g Network Chalau Ho Gaya Hain Ab Aap Ek Baar Device Setting Me Jake Network Select Karle Aor Data On Karke Dekhe Ki Free Internet Chalata H Yaa Nahi .