WhatsApp Par Kisi Ki Bhi Last Seen Kaise Dekhe Agar Bo Hide Ya Block Kiye Huye Ho Tab Bhi Bare Asani K Sath...
Agar aapke kisi friends/boyfriend/girlfriends ne apna last seen hide karke rakha hai aur aap pata lagana chahte hai ki wo kitne time online aayi thi /aaya tha aur kitni der tak online rahi/raha tha.To aapko bata du aap bilkul ye sab pata laga payenge bas is blog post ko follow karte jayiye aur whatsapp ki privacy ko break karte jayiye.Ye koi hacking nhi hai balki ek simple se algorithm hai jiski madad se hum kisi bhi friend ya unknown insaan ka last seen check kar sakte ho jabki wo apne whatsapp account me provacy laga rahkhe ho ki koi bhi uski lastseen na dek paye.
Android App Jiska Hum Use Karenge Yanha Par
Is trick ko working banane ke liye main ek simple sa software bataunga jiski helpse aap kisi bhi whatsapp friend ko monitor kar sakte ho ,us simple se tool ka naam hai whatsdog ,Is software ko jab maine use kiya to tab andaja lagaya ki ye kitna popular application hai jisse hum log abhi parichit hi nhi hai ,aapko ye application ek baar jarur try karke dekhna chahiye kyonki iske aise bahut se feature hai jisse aapko apne friend ki kafi kuchh information milti rahegi.Itna hi nhi ki ye app sirf aapko aapke whatsapp friends ka last seen bata de balki iske alava bhi iska ek bahut achha feature hai ki jab bhi aapka wi friend online aayega to ye app turant aapko notify karega ki aapka friend online aa gaya hai.Isko ue karna bhi ek dam simple hai agar aap sahi se steps follow karoge to aapko koi bhi dikkat ka samna nhi karna padega.Iske kuchh important feature me neeche aapko bata raha hoon jisse is app ki popularty ka andaja lagaya ja sakta hai.
- 1. Ye kisi bhi whatsapp friend ka last seen bata dega aapko ab chahe usne aapko block hi kyon na kar diya ho aapke paas us friend ka mobile number hona chahiye bas.
- 2.Aapka friend jaise hi online aayega to ye turant aapko notification de dega ki aapka friend is time online hai .
- 3.Kisi bhi whatsapp no. ko monitor kar sakte ho .
- 4. Ye app aapko ye bhi bata dega ki aapka friend kitni der tak online raha hai ,agar wo 1 ghante online raha hai to wo bata dega ki aapka friend 1 ghante tak online raha hai abhi abhi.
Whatsdog Ko Kaise Use Karte Hai Janiye
Neeche diye gaye steps ko follow kariye aur jaisa main batata jau bilkul baise hi kariye otherwise aapko dikkat ho sakti hai.Aur haa ye dhyan rahe ki is puri process ko karne ke liye aapke mobile internet se connected hona chahiye bina internet ke ye app kaam nhi karta hai.Isilye aapke mobile me data pack hona jaruri hai.
Step:1) Sabse pehle aapWHATSDOG download kariye and usko install kariye apne android phone me.And iske baad aapko apne android mobile me whatsDog application install karna hoga ,isko google play store se download nhi kiya ja sakta hai isiliye main neeche iski direct link de raha hoon wanha se isko downlaod kar lo.
LINK : http://secondlemon.com/download-install-whatsdog-android/
tep:2) Ab is whatsDog ko open karna.
Must read:
Step:3) open karne ke baad aap dekhenge ki ek stat ki button hogi us par click karna
Must read:
Step:3) open karne ke baad aap dekhenge ki ek stat ki button hogi us par click karna
Step:4) Iske baad apko apni email id select karni hogi aur fir neeche ek option hoga Aceptar ka is par click kar dena.
Step:5) Iske baad aap new screen par aa jeyenge janha par aapko apne friend ka contact select karna hoga jiska last seen aap dekhna chahte hai but usne aapko block kar rakha hai ya last seen hide kar rakhi hai.
READ ALSO:
You have two WhatsApp accounts with the same number on the same and others device?
LINK: https://www.blogger.com/blogger.g?blogID=7661739196188408150#editor/target=post;postID=733050975922605707;onPublishedMenu=overview;onClosedMenu=overview;postNum=3;src=postname
You have two WhatsApp accounts with the same number on the same and others device?
LINK: https://www.blogger.com/blogger.g?blogID=7661739196188408150#editor/target=post;postID=733050975922605707;onPublishedMenu=overview;onClosedMenu=overview;postNum=3;src=postname
Note: Agar apka wo friend aapki whatsapp friend list me na ho to aap simply uska number hi daal sakte ho wanha par ek option diya hoga by dial ka is par click karke country code aur whatsapp number daal sakte ho.
Step:6) Jab aap apna contact select kar le to continue par click kar dena isse kya hoga ki whatsDog app server se connect hone lagega ,isme kuchh second hi lagenge connect hone me .
Note: Agar ek baar me continue par click karne se connect na ho to dobara continue par click karna aur tab tak karna jab tak ki wo connect na ho jaye .
Step:7) Ab aap dekhenge ki whatdog server se connect ho chuka hoga aur ab ye kya karega ki aapke friend ke online aane ka wait karega .Ab jaise hi aapka friend online aayega to ye aapko bata dega k ye friend online aa gaya hai .Aur jab ye friend dobara se bhi online aayega to Iske sath sath ye app uski sari detail bhi copy kar leta hai ki ab kitni der baad aaya online aur kitni der tak online raha tha ,ye sab aapko wanha par screen par dekhne ko mil jayega dosto
Step:8) Isse aapne successfully kisi bhi friend ka last seen dekh payenge ,lekin ab aap chahte hai ki kisi dusre friend ka bhi last seen dekhna hai ya uske last seen ko monitor karna hai to aapko ye data delete karna hoga aur fir se shuruaat se dusre friend ka contact select karna hoga .To ye sab karne se pehle aapko pichhla data delet bhi to karna hoga iske liye aap setting bale icon me jana aur sabse neeche aana yanha par ek option hogaDELETE INFO ka is par click karna aur okay kar dena .
Step:8) Isse aapne successfully kisi bhi friend ka last seen dekh payenge ,lekin ab aap chahte hai ki kisi dusre friend ka bhi last seen dekhna hai ya uske last seen ko monitor karna hai to aapko ye data delete karna hoga aur fir se shuruaat se dusre friend ka contact select karna hoga .To ye sab karne se pehle aapko pichhla data delet bhi to karna hoga iske liye aap setting bale icon me jana aur sabse neeche aana yanha par ek option hogaDELETE INFO ka is par click karna aur okay kar dena .
Bas dosto ab aapki bari hai aap iska kaise use karte ho ye aapke upar depend karta hai ,maine apni samjh se aapko ek ek baat bata di hai jo aapke liye janni jaruri thi.
Sir maine abhi wtspdog insttol kr liya to esme star btton ni aa rha h to kya kre sir rply m
ReplyDeleteSir btaye kya kre
DeleteSir btaye kya kre
DeleteSir maine abhi wtspdog insttol kr liya to esme star btton ni aa rha h to kya kre sir rply m
ReplyDeleteSir maine abhi wtspdog insttol kr liya to esme star btton ni aa rha h to kya kre sir rply m
ReplyDeleteSir information delete kyo nh ho rh h
ReplyDeleteStat keep age nahi kohl rha
ReplyDelete