1000 Or 500 Ke Note Banned Full Review Read Must
1000 or 500 ke note Banned Full Review in Hindi, Dosto PM modi ji ne ek or sahsik kadam uthate hue RBI ke 500 or 1000rs ke note banned kar diye ya band kar diye hain. i think ye aap sabhi jan chuke hain. bahut se news tv networks or newspapers me ye khabar kal se front news bani hue hai. or iska pura credit present prime minister Narendra Modi ji ko jata hai. jinhone Black Money ko control me karne ke liye Ye aitihasik kadam uthaya hai. aaeye jante hain kya hai pura majra –
1000 OR 500 KE NOTE KYU BAND HUE :-
aap ye soch rahe honge ki 1000 or 500 ke note band hone se india ki economic par kya asar padega or kaise ? lakin mai aapko yaha batana chahunga ki isse bhale hi hame thodi problem ho but hamari arthvyavastha par iska positive effect padega. Black Money par ye ek jordar attack hai.
Kyonki kuch dino se market me Fake 1000 or 500 ke note bahut aachuke the jinke chalte sabhi ko pareshani ho rahi thi. ab RBI ne ye fasla liya hai ki 1000 or 500 ke note ko band karke inki asli pahchan ki ja sake. jinke pas adli yani ki real 1000 or 500 ke note hain unko change karke banks me new 1000 or 500 ke note de diye jayenge.

1000 OR 500 NOTE KAISE OR KISKE KAHNE PAR BAND HUE :-
ye har koi janna chahta hai ki 1000 or 500 ke note kiske kahne par banned kiye gaye. waise to iska credit hamare PM Modi ji ko jata hai lakin ek or insan hai jisne isme aham bhumika nibhaye hai or wo hai Anil Bokil.
darasal kuch websites ka kahna hai ki pm modi ji ne Anil Bokil kr kahne par 1000 or 500 ke note banned kiye hain. darasal Anil Bokil ne pm modi ji ko Black Money par stay lagane ke liye prastav diya tha ki wo market se 1000 or 500 ke note wapis lele matlab ki band karde. yahi karan hai ki Anil Bokil ab charcha me hain or logo ka kahna hai ki Anil Bokil ki bato par gor karte hue pm modi ji ne ye sahsik kadam uthaya hai.

JANIYE KON HAI ANIL BOKIL :-
Anil Bokil अर्थक्रान्ति सँस्थान ke ek pramukh सद्स्य hain. अर्थक्रान्ति सँस्थान maharashtra ke pune ka ek sansthan hai jo ek economic advisory body ki tereh kam karta hai. matlab ki contry ki arthvyavastha ko kaise banaye rakhe iske ideas inhi sansthano se aate hain. Anil Bokil bhi isi sansthan ke member hain.
अर्थक्रान्ति ki website ke anusar jab Anil Bokil अर्थक्रान्ति ki taraf se tayar kiye gaye “अर्थक्रान्ति प्रपोजल” ko pm modi ke samne bata rahe the to suruaat me unhe sirf 9 minutes ka time diya gaya tha lakin pm modi ko Anil Bokil ki bate itni pasand aaye ki wo Anil Bokil ko 2 hours tak lagatar sunte rahe.

Kya Hai अर्थक्रान्ति परपोजल :-
अर्थक्रान्ति परपोसल me ye 5 points the jinhe pm modi ke samne rakha gaya tha. aaeye jante hain kya the ye 5 points –
1. sabhi 56 taxes ko khatam kar diya jaye, jisme incom tax or import duty ko bhi khatam karne ka prastav tha.
2. market se 1000 or 500 ke note or 100 ke note wapis le liye jaye matlab ki band kiye jaye.
3. sabhi jyada kimat ke transection sirf banking system se hu kiye jaye jaise cheque, DD, Online etc.
4. Cash transection ki limit ko nirdharit kiya jaye or cash transection par koi tax na lage.
5. Government Incom ke liyesingle tax system hona chahiye jo sidhe banking system par lage jise banking transection tax bhi kah sakte hain. iski limit 2% se 0.7% tak ho sakti hai. yeh tex sirf credit amount par lgaye jane ka prastav diya gaya tha.
11 November Tak India Ke Sabhi Toll Kiye Gaye Free :-
1000 or 500 ke note ki currency ke ban hone ke bad logo ko kai problems ka samna karna pad raha hai. inme toll par sabse jyada problem ho rahi hai. inko problem ko dhyan me rakhte hue 11 November 2016 tak pure india me sabhi toll free kar diye gaye hain. aapko bata de ki 1000 or 500 ke note ban hone ke bad Roads par toll ke karan traffic jyada hone ki wajah se government ne ye kadam uthaya hai.
ONLINE SHOPPING WEBSITE PAR BAND HUE CASH ON DELIVERY OPTION :-
1000 or 500 ke note ban hone ka asar Online shopping websites par bhi dekhane ko mila hai. Flipkart par filhal aap 2000rs se jyada ke kis8 bhi product ko cash on delivery par nahi kharid sakte ho.
iske alawa Sanpdeal Or Amazon ne bhi cash on delivery option filhal ke liye ban kar diye hain. aapko bata de ki Sanpdeal ne to payment ke doran ye message bhejna suru kar diya hai ki government ke naye fasle ke bad cash on delivery par 1000 or 500 ke note nahi liye jayenge.
itna hi nahi E-commerce companies ke alawa ab CAB or Online food order jaisi services ne bhi cash lene se mana kar diya hai. ab unka kahna hai ki aap Online order book kar sakte hain. ab paytm or freecharge jaise wallet se aap apna kam kar sakte hain.

1000 or 500 ke Note Kaha se Badle :-
agar aapke pas abhi bhi 1000 or 500 ke note hain to aap unko jaldi hi badal lijiye. 1000 or 500 ke note ko badlne ke liye government ne kuch conditions rakhi hain. aap 31 March 2017 tak apne 1000 or 500 ke note badal sakte hain.
agar aapke pas 1000 or 500 ke note hain to aap unhe 10 November se 30 December tak kisi bhi bank ya Post office se badal sakte hain. 9 or 10 November ko india me ATM kam nahi karenge. agar aap 30 December tak note nahi badla pate hain to aap 31 March 2017 tak RBI me inhe jama kara sakte hain.
aapko aapke purane 1000 or 500 ke note ke badle naye 500 or 2000 ke note diye jayenge.

Without Band Account kaise Badle Note :-
agar aapke pas bank account nahi hai or aapke pas 1000 or 500 ke note hain to bhi aap apne note badal sakte hain. aise me aap apne kisi relative ya friend ke bank account se apne note badal sakte hain. jin logo ke pas bank account nahi hai unke liye RBI me khas intzaam kiya hai. aap apne relative ya friend ke account se note ko badal sakte hain. iske liye aapko apne friend ya relative se सहमति पत्र par अनुमति Leni hogi.
es form me aapko apne friend ka name or sarkar dawara manyata prapt pahchan patra bank ko dene honge. es form me aapko ye bhi jankari deni hogi ki aap kitne 1000 or 500 ke note badlna chahte hain.
es form me aapko apne friend ka name or sarkar dawara manyata prapt pahchan patra bank ko dene honge. es form me aapko ye bhi jankari deni hogi ki aap kitne 1000 or 500 ke note badlna chahte hain.
Paytm, Mobikwik, freecharge Wallet Le Kam Me :-
1000 or 500 ke note band hone ke bad bahut problem ka samna hame pad raha hai lakin bahut kam logo ka dhyan paytm or mobikwik jaise wallet par hai. ji ha hum apne personal transection jaise CAB order, movie ticket order, mobile recharge, dth recharge jaise kam en sabhi wallet se aasani se kar sakte hain. so aap apne relative or friends ki madad en wallet se kar sakte hain or mobile recharge jaise transection aasani se en Online wallet se kar sakte hain.
So friends 1000 or 500 ke note ke ban hone par kuch problems to sabhi ko ho rahi hain but aap unka samdhan i think aasani se nikal lenge. aap Online recharge jaise kam paytm se kar sakte hain.
waise aap kya sochte hain pm modi ji ke es atihasik kadam ke bare me. Comment Karke Hame Bataye Ki Kya PM Modi Ji Ka 1000 or 500 Ke Note Ko Ban Karke Black Money Ko Control Me karne Ka Ye Kadam Kitna Sahi Hai …???
https://www.timetotechy.com/2018/08/Popads-review-2018.html?m=1
ReplyDeletePlz give a backlink