How to unroot your mobile/Mobile Unroot Kaise Kare ?
MOBILE UNROOT KYON KARNA PAD SAKTA HAI ?
jyadatar agar aapka mobile rooted hai ya aapne apna mobile root kiya hai to kai bar root software ke sahi se kam na karne ki wajah se mobile me kuch technical problems hona suru ho jati hain jaise ki –
• mobile ka automatically On – Off hona.
• mobile apps ka misbehave.
• apps opening me error show karna.
• kuch apps open hi nahi hona.
• mobile battery life me problem hona etc.
ye sab problems common hain or kai bar mobile ke root karne ke bad hame en sabka samna karna pad sakta hai. isse hamare mobile ko khatra ho sakta hai. aise me hame apne Android mobile ko unroot kar lena chahiye. mobile ko unroot karne ki trick mai aapko aage step wise bataunga or aapko Android mobile ke unroot software ke bare me bataunga ya mobile ko unroot karne ke application ke bare me bataunga jinse aap aasani se apna android mobile unroot kar sakte hain.

1. SUPER UNROOT 【 MOBILE UNROOT APP 】 :-
super unroot mobile app ki madad se aap apne Android mobile ko just 2 minutes me unroot kar sakte hain. super unroot ek totally free mobile unroot karne ki Android app hai. aaeye mai aapko super unroot app se mobile unroot kaise kare iske bare me batata hu –
• Sabse Pahle Aap Apne Android Mobile Me Super Mobile Unroot App Download Kare. 【 Download 】
• Ab Apne Mobile Me Super Unroot Apk File Ko Install Or Open Kare.
• Super Unroot Ke Homepage Se Unroot Option Par Click Kare.
Wait For 5 Minutes, Atleast 5 Minutes Me Aapka Mobile Unroot Ho Jaega.
• Now, Apne Smartphone Ko Reboot/Restart Kare.
• That’s It. Aapka Mobile ab Unroot Ho Chuka Hai.
2. SUPERSU SE MOBILE UNROOT KAISE KARE ?
Supersu ek aisa Android mobile application hai jise wahi smartphone user kam me leta hai jiska mobile rooted hai. otherwise ye app work nahi karta. aap directly SuperSU apk se apne Android mobile ko unroot ya mobile unroot kar sakte hain. SuperSU ek aisa Android unroot software hai jo mobile ko unroot karne me sabse jyada istemal kiya jata hai. aaeye ab mai aapko stepwise SuperSU se smartphone ko unroot karne ki most usable trick ke bare me batata hu –
• Firstly, Apne Android Mobile Me SuperSU Unroot App Download Kare. 【 Download 】
• Iske Bad SuperSU Ko Install Or Open Kare.
• Ab Setting Me Jaye.
• Setting Me Full Unroot Par Click Kare.
That’s It. Kuch Samay Bad Apne Mobile Ko Reboot/Restore Kare. Ab Aapka Mobile Permanently Unroot Ho Chuka Hai.
Dosto Ye 2 Best Method hain jinse aap apna Android mobile unroot kar sakte hain. mobile unroot karne se related koi bhi question ke liye aap comment kar sakte hain.
ROOT KYA KAISE KARTE HAI YE BHE PADHE: