3G Mobile Se Unlimited Reliance Jio 4G Sim Bar Code Kaise Le Bare Asani Ke Sath...
3G mobile se unlimited reliance jio 4g sim kaise le ya 3g mobile se jio sim ke unlimited bar code kaise le ya kaise generate kare ?
• No Rooted Device Required – ji ha dosto iske liye jaruri nahi hai ki aapka 3G Android device rooted hai ya nahi.
• MyJio app ko install or open kare.
• Yaha aapko Reliance Jio 4G ke 10 se 11 apps dikhaye denge inko download kare but open nahi kare.
• ab settings me jaye.
• Settings me apps me jaye.
• Apps me MyJio app par click kare.
Myjio app ke data clear kare lakin uninstall na kare sirf data clear par click kare.
• Main Steps –
* Apna Mobile Data connection Off karde.
* Ab MyJio app open kare.
* ab fir se “MyJio – Gateway To Jio” par click kare.
* ab aapko “Get Jio Sim” par click karna hai
aisa karte hi aapko error aayega but don’t worry aap us par click karke immediately data connection ON karde.
* ab ek bar back button press kare or fir se “Get Jio Sim” par click kare.
* aapko offers details milengi.
* terms and conditions ko accept kare or aage ki process kare.
* ab aapko aapka bar code milega uska screenshot capture kare
Ek Mobile Se 2 Reliance Jio 4G sim code lene ke liye ye Trick bar bar kare.
Iske bad aap ko janna hai ki aap kaise 3G mobile me reliance jio 4G sim kaise chalaye iske liye...
RELIANCE JIO 4G SIM 3G MOBILE ME KAISE CHALAYE METHOD 1ST :-
1. Sabse pahle aap “MTK Engineering Mode” app download kare.
2. app download karke install or open kare.
3. MTK app me “MTK Settings” me jaye.
4. iske bad “Network Selecting” option par click kare.
5. yaha aap “wcdma Gsm” select kare or save kare.
6. apne mobile me reliance jio 4g sim insert kare.
7. ENJOY…!!! aap 4g speed to nahi kyonki aapka mobile 3g hai isliye 3g speed internet ka anand le sakte hain.
RELIANCE JIO 4G SIM 3G MOBILE ME KAISE CHALAYE METHOD 2ND :-
dosto ye jo reliance jio 4g ko 4g me chalane ki trick mai aapko batane ja raha hu wo Redmi 1s mobile ke liye 100% working hai aap ek bar isko jarur try kijiye.
1. apne mobile me Dialpad open kare or *#*#4636#*#* type kare.
2. ab aapke samne ek new window open hogi jisko hum testing page kahte hain.
3. Aap inmese 1number Phone Information par click kare.
4. ab niche ki taraf scroll down kare aapko Preferred Network Type ka option milega es par click kare.
5. Yaha aap LTE or LTE/WCDMA choose kare.
6. iske bad aap isko close karke mobile ko restart kare.
7. That’s It. Now You Can Use Jio 4G Sim In Any 3G Mobile.
Dosto ye trick Redmi 1s mobile par taste ki gaye hai or 100% working hai. aap bhi ek bar jarur try kare. agar kuch problems aaye to please hame comment kare.
RELIANCE JIO 4G SIM 3G MOBILE ME KAISE CHALAYE METHOD 3RD :-
Dosto reliance jio sim ko 3g me chalane ki ye trick bahut simple hai or working bhi hai. esme aapko Xorware app se apne mobile ko 4g banana hoga ya fir 3g mobile ko 4g me change convert karna hoga. chaliye mai aapko step by step btata hu –
1. Sabse pahle aap ye 2 Android application download kijiye
2. ab aap Xorware 2G/3G/4G interface app open kare.
3. Network Setting par click kare.
4. iske bad 4G LTE select kare.
5. Ab apne mobile ko Restart/Reboot/Switch Off kare.
6. ab reliance jio 4g sim ko apne mobile me insert kare.
7. mobile ko ON kare ab aap dekhenge ki aapka mobile 4G network show kar raha hai.
8. Enjoy This Trick To How To Use Reliance Jio 4G Sim in Any 3G Device.
RELIANCE JIO 4G SIM 3G MOBILE ME KAISE CHALAYE METHOD 4TH FOR QUALCOMM CHIPSET DEVICES :-
maine HinditrickBlog.com par sabse pahle mediatek devices ke liye reliance jio 4g sim ko 3g phone me kaise chalaye article ko update kiya tha. uske bad mujje bahut sare comments mile ki agar mobile mediatek nahi ho to jio sim 3g me kaise chalaye ? matlab ki Qualcomm Chipset Devices mobile me jio sim kaise chalaye. aaj mai un sabhi mere visitors ko batana chahunga ki ab aap bhi reliance jio 4g sim ko 3g mobile phone me chala sakte hain chahe aapka mobile mediatek ho ya nahi. matlab ko agar aapka mobile mediatek nahi hai to Qualcomm Chipset jarur hoga isliye ye trick aapke kam ki hai.
1. sabse pahle aap Shortcut Master (Lite) app download kare.
2. shortcut master app ko install or open kare.
3. Menu Par click kare jo Right corner me Three vertical dots me milega.
4. ab menu me jaye or waha “Service Menu” or “Engineering Mode” ke liye Search kare.
5. Ab “System App” select kare or LTE band select kare ( agar apako system app mile tabhi )
6. Now Engineering mode open kare or LTE band select kare.
7. That’s it. Apne mobile ko restart kare.
8. Reliance Jio 4G sim ko 1 number slot me dale.
9. Enjoy Reliance Jio 4G Sim in 3G Mobile Device.
10. agar koi problem aaye tab comment kare.
PLEASE NOTE :- JAB AAP RELIANCE JIO 4G SIM KO 3G MOBILE ME CHALAYE YA INSERT KARE TAB JIO SIM KO 1 NUMBER SLOT ME DALE OR 2 NUMBER SLOT KO EMPTY RAKHE. YE TRICK SABHI METHOD ME KARE.
RELIANCE JIO 4G SIM KAISE LE :-
• Apne nazdiki reliance store me jaye.
• apne reliance jio 4g sim ke bar code ko photocopy karwa le.
• apne sath reliance jio 4g sim ke bar code ki photocopy or apni ek id or 1 photo ko lekar jaye.
• aapko waha sw reliance jio 4g sim card mil jaega.
• reliance jio sim card ko activate hone me 5 – 7 days lag sakte hain so wait kare. Agar aapko puri trick samajh me nahi aaye ya koi problem hai to aap hame comment kare.