Payza Kya hai or Payza Account kaise banaye Or Online Kamae
Hamari other posts mein me internet se related bahut sari importent or useful jankariya de chuka hu...
Aaj ki yeh post bhi internet se related hai...
Hum iss post me Payza ke bare me janege...

To chaliye jante hain..→
☆ Payza Kya Hai..?
:- Payza ek international Online Money Transfer Bank hai, jo apne users ko online ek country se dusri country me paise transfer karne me madad karti hai...
Payza or Paypal dono lagbhag ek jaise hi kaam karti hain...
Jo user Online paise kamate hain, unke liye payza acccount hona bahut jaruri hai.. kyuki jyadatr websites payment online hi karti hain... Isliye Payza account useful ho sakta hai...
Payza Use karne me ekdum easy or join karne ke liye free hoti hai, isliye payza par koi bhi apna account open kar sakta hai..
☆ Payza Account kaise bnaye..?
:- Payza par apna Account bnana ekdum easy hai, kyuki yeh online hota hai.. Payza account open karne ke liye step2step follow kariye..→
Step 1 :- Sabse pehle iss link par click kro→ https://www.payza.com/
Step 2 :- Ab home page khulne par Sign up par click kare..
Step 3 :- Ab agle page open hoga, usme 2 type ke account open ke liye hote hain, 1- Personal 2- business account.

Ab aap Personal Account ko Select kare..
Step 4 :- Ab agle page me aapke liye Registration Form open hoga.

Isme apni detail bhare jaise- Name, E-mail id, or Password dal kar Get Startedpar click kar dein..
:→ Ab aapka account open ho jaega or aapke account ka home page khulega..
Lekin abhi kaam pura nahi hua. Pehle apne account ko verify kare. Verify karne ke liye Payza aapke dale hue E-mail par verify link send karega.
Step 5 :- Ab apne E-mail account ko open kare. Or Payza ke bheje gaye Verify link par click kare..
Step 6 :- Link open hote hi aapka Payza account verify ho gaya hai.
Ab Isme apni Profile ki saari detail sahi sahi bhar lein.. Isme bank account details bharna bahut jruri hai, isliye apni sari bank detail bhar kar apna account complet kar lein...